To sign my guestbook, you need to signin first. | |
zeadharis GuestbookIs pyar me BEWFAI ka jharokha nhi hota.Har rista itna ANNOKHA nhi hota.Fanaa kardo zindagi MAA-BAAP k kadmo pe.kyoki yahi wo pyar hai jisme DHOKHA nhi hota! Tujhe baahon me bharne ko Dil chahta hai, . Tujhe toot kar chahne ko Dil chahta hai, . kash door ho jaye ye fasle darmiyan Hamare, . ki Tujhe jee bhar kar dekhne ko Dil chahta hai.. Tune mere jaana Kabhi nahi jaana Ishq mera, Dard mera, Haaye..! Tune mere jaana Kabhi nahi jaana Ishq mera, dard mera Aashiq tera Bheed me khoya rehta hai, Jaane Jahaan Poochho to itna kehta hai That I feel so lonely There's a better place than this :Emptiness And I'm so lonely There's a better place than this :Emptiness, Yeaheah! 1 bar sare feelings ne decide kiya ke wo log chupa-chupi khelege. . ‘Dard’ ne counting start ki or baki feelings chup gaye… . ‘jhut’ ped k piche chupa or ‘pyar’ gulab ki jhadiyo k piche.. . sab pakde gaye siwa pyar k.. . ‘jealousy’ ne dard ko bata diya k pyar kaha chupa hai.. . ‘dard’ ne ‘pyar’ ko khich k nikala to kanto ki wajah se ‘pyar’ ki ankh kharab ho gai.. . bhagwan ne ‘dard’ ko saja sunai ki use jindagi bhar ‘pyar’ ke sath rehna padega.. . . . tab se ‘pyar’ andha hai or jaha bhi jata hai ‘dard’ uske sath hota hai…. whrevr thr is “LUV” thr is “PAIN” alwayz. Har lafz mein matlab hota hai Har matlab mein farq hota hai Sab kehte hai hum kum bolte hai Lekin kum bolne waalon ke dil mein hi dard bahut hota ha Dard Hota Hai Magar Shikwa Nahi Karte Kon Kehta Hai Ki Hum Wafa Nahi Karte Aakhir Kyu Nahi Badlti Taqdeer ‘Ashiqi’ Ki Kya Mujhko Chahne Wale Mere Liye Dua Nahi Karte… Har baar unki salamati ki dua karenge, unki aarzu me apni hasti fanah karenge, wo chahe daaman bachale humse lekin, hum marte dam tak unse wafa karenge… Mohabbat karne wale aankhon ki baat samajh lete hain, . Sapne me mil jaaye to mulaqat samajh lete hain, . Rota to aasman bhi hai apne bichde yaar ke liye, . Par log apni khushi ki khatir use barsat samajh lete hain.. Kuch waqt phle Muje bhi zindagi ne azmaya tha, Kisi k sath Maine bhi hsta hua pal bitaya tha, Rota hua chor gya to kya hua. Hsna bhi to usi ne sikhaya tha. Pal pal tute hain Khawab hmare, ki ab ummido ki khwahish bhi nhi hoti, Auro ki kahani sunkr hans lete hain yaro, Apni kahaniyo me to muskrane ki gunjaaish bhi nhi hoti….. | |
