To sign my guestbook, you need to signin first. | |
1stFairy Guestbookجو کام بڑے بڑے عالم نہ کرسکے وھ کام مچھروں نے کردیکھیا.. لاھور کی لڑکیاں جو ادھا لباس پہنتی تھی..آج دستانے جرابیں..اور پورا لباس پہنے پر مجبور ہیں.. (مولانا ڈینگی مچھر) Guftagoo ke lamhon mein deikh hi nahi paatey ham tumhare chehre ko tum hamari ankhon ko aaj aisa karte hain chashm-o-lub ko parhte hain baat chor dete hain... Jane kia lamha ho ga jab yeh haath haathon se gar kabhi juda ho ga aaj aisa karte hain zabt-e-jaan parkhte hain haath chor dete hain... Kash koi samjha dey log kis tarha dil ki manzilein alag kar ke saath chor dete hain aaj aisa karte hain be-sabab bikharte hain zaat tor dete hain... from Atif Shehzad | |
